Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question assalomaliakum suna hey rozey ki halat mein toothpaste nahin kar saktey jabkey moo mein itni badbu rehti hey kya subah uth kar kya eik martaba brush nahi kar saktey. Doosra sawal kya rozey mein kajal ankhoo mein laga saktey hey aur kya oil/teil ki malish baloo mein kar saktey hein rozey mein  
Answer 1:Aankh main dawa daalna aur surma lagana jabkay is ka maza ya boo halaq main pohunchay to ye makrooh hay...2:Agar brush par maujood paste waghaira halaq tak na pohunchay to brush karna sahih hay aur roza bhi sahih hay,albatta brush karnay say khoon nikal aaey to ye makrooh hay...3:Sar par teil malna jaiz hay aur roza sahih hay.Ref:Tauzeehul Masail Masala No.1629,Book-Roza Q.No.170,I-33. 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.