Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question peshaab se farigh ho jane ke ... ke bad bhi mujhe peshab ke khatre ate hi hai kya mai namaaz padh sakte hai ya nahi jamaton ke sath? 
Answer Ager imam e jamat ke dair tak namaz pharane ki waja se, ap paak halat main namaz nahi phar sakte to jamat ke sath namaz nahi pharain, balke ese waqt main namaz pharain jis main ap paak halat main namaz phar sakte hon, or ager ap namaz ke mustahabbat (azan o aqamat o takber ul ehraam ke ilawa takberain ect) ki waja se pori namaz paak halat main nahi phar sakte to namaz ke mustahabbat ko chorh dain or sirf wajibaat ko parhain, or ager namaz k faqat wajibaat pharne ki sorat main bhi namaz k doran 1 ya chand baar peshab k qatre nikal jate hoon to ager namaz k doran wuzo karna asaan ho to aik bartan main pani rakh kar wuzo karain, or ager her baar wuzo karna mumkin na ho to phir pishab k qatro ki parwa na karain or namaz ko pora karain. (Ref : Ayat ul Allah Koei(r.a),Tauzeehul masail , Mafhoom e maslah # 313 to 316). Update on dated 02-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.