Answer |
Agar jaan bojh kar nahi nikala to koi kaffara nahi hai, warna ager Umra e Mufrada hai to 1 bakri Makkah Mukarrama main zibah karain or ager Umra e Tamattu ya Hajj hai to is ko Mina main zibha karain. (Ref : manasik e hajj , topic # Mina main Qurbani , pg # 99 ,Mafhoom e maslah# 103). Update on dated 01-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |