Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question AGAR LARKI SHADI NA KRNA CHAHTI HO OR US K WALDAIN RAAZI HON OR SHOHAR K SATH US KE GHAR WALE BHI RAAZI HON TO AISI SOORAT ME KYA HUKUM HAI ...OR DOSRA YE K NIKAAH SE PEHLE MIAN BIWI AIK DOSRE K SATH GANDI BATEN KAR SAKTE HAIN YA NAHI OR AGAR NIKAH SE PEHLE MUBASHRAT JIMA KIYA TO US LARKI SE NIKAH FARZ HO JAYE GA 
Answer 1)Larki ki raza-mandi k baghair nikah sahi nahi hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2335)2)Nikah se pehle is terhan ki fehesh batain karne ki ijazat nahi hai.(Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 2, Mafhoom e Maslah #34 , Eidition 1427 hij).3) Agr larka or larki ne nikah se pehle jima kiya hai to Ehtiayat e wajib ki bina per wo larki jab tak toba na krle tab tak wo larka us larki se shadi nahi kar sakta.(Ref: Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2364). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.