Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question assalam o alaikum...mere fiance ko mujh par bohat shaq hai k mai kahin or na chali jaun tw usnay mujhsy Quran ki qasam khilwaye k mai door na hojaun Quran par hath tw nhi rakhwaya bus zabani qasam khilwaye hai magar uska ka shaq waghaira kisi tarah khatam nhi ho raha aajiz aagaye hn mai es rishtay sy magar qasam ki waja sy rishta bhi khatam nhi kar pa rahi mai kya karun? Kya koi kaffara dy k mujhay es qasam sy nijat mil sakti hai? 
Answer Is qasam ki mukalfat jaiz hai, Q k qasam k sahi hone ki sharait main se aik shart Allah k naam ki qasam khana hay Quran ki qasam share nhi h. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2634). Update on dated 02-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.