Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Janab. Salaam Alehkum... Janab Mai Bahreen me Job karta hun kuch din pahle ek Qafile ke saat Umra karne gaya tha pahle ham log Madina gaye but mere Qafila salar ne bola ke Madina ke Miqaat se Ahraam Pahnna Zaroori nhi hai to ham logo ne Jojfa (Rabigh) se Ahraam pahna kya ye sahi hai ya mujhe Damm dena padega please Reply.... 
Answer Umrah e mufrada ka ahraam johfa se bandhna jaiz hai. (Ref: Manasik e hajj ,ayatullah sistani, Pg#48, Mafhoom e Masla#140). Update on dated 24-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.