Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question kia alvi sadat(ghair fatimi owlad eali a.s) khumas kay haqdar han? or kia alvi sadat per sadqa haram ha? plz jawabat ayatullah ali sistani sahib k fatwa k mutabiq hona chye? 
Answer Wo afraad jin ka silsila e nasab walid ki taraf se faqat hazrat Ali (a.s)se milta ho aur in me khums k mustahiqeen ki baqi sharait moujood hoon to aise syed ko khums main se sadaat ka hissa diya ja sakta hai . Ghair syed ki wajib zakaat aur fitra syed per haram hai. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 1, Mafhoom e Maslah # 1260,1261 , Eidition 1430 hij). Update on dated –2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.