Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question A.S.W Sir mene ye suna hain ke sharth lagana haram hai aur jumme ke raat ko hamare eik dost ne sharth lagaya tha cricket p jis ke badle hum ne eik chicken ka liya hamain pata to tha lekin patha nahi andhe ho kr ka liya to kiya ab hum aghr astaghfar parhe ( sache dil se) to muafi mil sakti hai? Ya aghr koi wazifa ho muafi ke liye to please batai. 
Answer 1)Kisi bhi game me shart (bet) lagana jaiz nahi hay .( Ref: http://www.sistani.org/persian/qa/0949/ ) 2)Toba karein Parwar digar ne quran me wadah kia he k wo toba karney walon ki toba ko qabool karta he aur aisa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey. Aur ghuna se bachney k lie mazboot irada chahiea. (Ref : sistani.org ques # 1 , toba) Update on dated 24-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.