Answer |
Agar koi maan (ya baap) apne bete ko kahe k apni biwi ko talaq do to is masle me baite per apne maan (ya baap) ki baat maana wajib nahi hai. (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah # 350 , Pg # 214 , Eidition# 5). Update on dated 24-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |