Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Muje yea Batain kay agar 2 larkon ne apas main ayk dosre kay sath zina kia hu , tu kia us main se ayk dosre ki sister se marraige kar sakta he ? aur us waqt dono lake agar balaig theye tu phir kia jawab hey ? aur agar dono us waqt nabalaig theye tu kia jawab he ? 
Answer Ighlaam|(homo-sex) karwanay walay larkay ki behn Ighlam karnay walay per jab k (Ighlam karnay wala) baligh ho haram ho jati hai. Aur agar ighlam kerwanay wala mard ho ya ighlam kernay wala na-baligh ho tab bhi ehtiyaat e lazim ki bina par yahi hokum hai laikin agar osay guman ya shak ho k dhokool hua tha ya shak kray k dhokool hua tha ya nahi to phir wo haram nahi ho ga. laikin ighlam karnay walay ki, behan , aglam karwanay walay per haram nahi hai yani is surat me shadi ho sakte hai . (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2369). Update on dated 24-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.