Answer |
Note : Is website me fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hein.
Jamaa,at main shamil honay walay ko chahiay k namaz e jama,at ki niyat k baad takbira tul ehram kehnay k baad imam k saath raku me shareek ho jain. Aur wo aik rakaat shumar ho gi.(Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1408) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
|