Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question the commencement and ending time of zawal period in a day? 
Answer Zohar ka abtidae waqt zawal e aftab k bad se garoob e aftab tak he. “zawal e aftab” ye he k adha din guzar jana. Maslan agar din 12 ghantay ka ho to suraj nikalnay k 6 ghantay bad zohar sharie(zawal) ka waqt ho ga. Aur agar din 13 ghantay ka ho to suraj nikalnay k 6 ½ ghantay bad zohar e sharie ka waqt ho ga. Aur zohar ka ending waqt garoob e aftab tak he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 718) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.