Answer |
Zarori he k insan namaz qurbat ki niyat se yani khuda ki baargah me pasti aur khoshoh k izhaar k liay parhay aur ye zarori nahi k niyat ko apnay dil se ghuzaray ya maslan zaban se kahay k 4 rakaat namaz e zuhar parhta hoon qarbatan ilallah. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 930)
(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
|