Answer |
1. Sheikh bahai farmatay hein jis aurat ko hamal na hota ho ye ayat haroof e mo’qat’te’aat likh kar aurat k pahlu me bandhein hamila ho jay gi. Sheikh bahai farmatay hein k me ne ye ayat 900 auratoon ko likh kar de sab hamila ho gi. surah e ra’ead ayat # 31 (wa lou an’na . . . . . . . .jamee’un) (Ref : Kitab Payam e Shifa pg # 283)
2. Agar baangh aurat 7 roz rozay rakhay aur pani se iftar karnay k bad 21 martaba (Ya baa’ri’o) parhay to inshallaha osi aulad e narina naseeb ho gi. (ref : kitab naway salaheen pg # 330) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |