Question |
salam.mufti sahab mai aik arsay say saudi arab may hnu yahan par namaz k baray may mairay zehen may kai sawal hai pehla sawal ya pochna chahta hnu yahan par hum masjid jatay hain hum agar sunnat b parhtay hain to saudi log a kar sat may karhay ho jatay hain keya in ka ye tariqa teek hai ka nahe.wo apne khayal jummat k sat parhna chahtay hain.dusre bat sar par topi belkul nahe raktay s ka keya hukum hay quran aur hadees main. |