Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Asalam mu alikum mayra sawal ye hai : kay tasveeray banana islam mai wajib hai ya nahi mai aap ka shukur guzar hun ga agar aap puri tarh say khulasa day baki wasalam... 
Answer Tasweer ki 3 qismain hain. 1)Ze rooh maslan insan aur hewan ka moujasma banana. Ye mutlaqan ehtiyaat e wajib ki bina par haram hay chahay mokammal ho ya naqis(incomplete). 2)Zee rooh (insan aur janwar) ki tasweer (painting) banana. Ye jaiz hay. 3)Gair e zee rooh (maslan darakht) ki tasweer (painting) banana. Ye mutlaqan jaiz hay chahay mujasma hi q na ho.(Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 2 masla # 18) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.