Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question A.A Janwar ko Zibah (Halal) krne k shari ahkamat kia hain? 
Answer jaanwer ko zibah karnay ki chand sharait hein: 1. zibah karnay wala zarori hay k musalman ho. 2. jahaan tak ho sakay jaanwer ka gala lohay ki churi se kaatay. 3. zibah kartay waqt jaanwer ka rukh qibla ki taraf ho. 4. zibah ki niyat se zibah karnay wala khud khuda ka name lay. 5. zibah honay k bad jaanwar harkat karay. 6. jaanwer k badan say itna koon niklay jitna mamool k mutabiq nikalta hay. 7. jaanwer ka gala zibah ki niyat say kata jay. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2557) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.