Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Wajib namaz mein taqbeer k baad foran neyat krni hoti hai ya azaan or akamat bhi deni hoti hai? Aurton k lye bata dain plzzz. Or rozay mein agr novels parhy jaien jo love stories houn tou kia ye theek hai???  
Answer Namaz ki niyat k sath takerbatul Ihram kehni wajib hay, takbeer k baad niyat nahi ki jati. Panch waqt ki wajib namazo se pehle azan o iqamat daina mustahab hay. roze main koe bhi shehwat paida kerne wala kaam makhooh hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #903,1629). Update on dated 21-06-2015.(Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.