Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question agr walid k samne bete ki maut ho jati hai to kya bete aur uski aulaad ka dada ki jayedaad me koi hissa ya haq nahi rahta hai ? baraye meharbani is ka shariyat me kya hukm hai babtaye taki sahi haqdaar ko uska haq dilaya ja sake meri e mail id par bhej den tafseel se............assalam o aleykum 
Answer Agar baita baap ki zindagi main wafaat paa jaey tu os ka meraas per koe huq nahi or jahaan tak baat hay merhoom ka baita apne dada ki meraas paey gay a nahi tu oski 2 soratain hain, agar dada k inteqaal k waqt dada k maan, baab or aulaad main se koe aik shaks bhi maujood ho tu pote ko dada ki meraas nahi mile gi or agar in afraad main se koe bhi nah ho tu pota apne dada ki meraas paey ga. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2691). Update on dated 18-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.