Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question <> AoA, ye statment bar bar likhi daikhi hai "dusra hissa Imam as ka hai jo zaruri hai k mojuda zamane men jama sharait mujtahid ko diya jaye ya ya ayse kamon pr kharch kiya jaye jis ki wo mujtahid ijazat de" To me ye janna chahta hon k wo kon say kam hai Sahem-e-Imam k zumrey me k jin ki Ijazat Mutahid Aayat Ul Allah Seestani ny dy rakhi hai? taky har sal ijazat na lyni paray 
Answer Is statement se muraad ye nahi hay k ayatullah sistani (d.b) ne sehm e imam a.s ko kuch kamo main kharch kerne ki ijazat de rakhi hay k khums nikaalne wala khud in kamo main sehm e imam a.s kharach kare, balkeh muraad ye hay k agar sehm e imam a.s ko khud kisi ehem kaam main kharch kerna chahe tu alag se mujtahid ya os k vakil se ijazat lay agar wo ijazat dain tu sahi warna sehm e imam a.s mujtahid ya os k vakil ko day. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1804). Update on dated 18-06-2015.(Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.