Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question AoA, Agr 1 saal me 1000 bachat ki aur 200 khums dia, baqi 800 bach gae. Next saal k end per kia ye khums ada kerda 800, aglay saal ki bachat 1000 me jamma ker k khums nikalna hai ya sirf dobara 1000 per he khums ada kerna hai? 
Answer Agle saal khums datay waqt jitni raqam aap k paas ho os main se pichle saal ki khums ada kerne k baad ki bachi hoe raqam(yani mukhammas raqam) ko alag kerna jaiz hay or os per khums wajib nahi, agarche wo raqam naey(new) saal ki amadani aane se pehle hi kharch bhi ho chuki ho. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael jaame,Edition# 1435h, part#1,Mafhoom e Maslah #). Update on dated 18-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.