Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name namaz 
Question namaz may jo nafil parhte hain wo bhi farz or sunnat ki tarah kharay ho k parhne chahiye ya beth ker parhna chahiye nafil.ya dono tarike se parh sakte hain. 
Answer Nafal namazain halat e ikhtiryari me bhi baith kar parhi ja sakhti hain. Aur ye bhi zarori nahi he k 2 rakaatoon ko aik rakat samjha jaay albatta behtr he k inhein kharay reh kar anjaam deen jain aur zarori he k namaz e isha ki nafil ehtiyaat e wajib ki bina per beth kar anjam di jay. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 754) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.