Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name male 
Question muj say bardasht nahi hota hai aur main wash main ja kar apnay nafas ko istimal karluta hun plz mujhay bataei k main kiya karo jis say meri ya gandi adat dor hojae main buhat tang hun  
Answer 1)Hand practice(Istimna) karna kisi bhi zariay se ho haram he. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Masla # 462 pg # 253) 2)First of all you must repent and pray to Almighty Allah (swt) for forgiveness and promise yourself not to do that sin again and always remember that Allah (swt) is looking at you and by doing that sin you do obey devil and disobey Allah(swt). Also try to engage in some useful activities such as sport reading ..etc and avoid anything that may arise your sexual desire. Also if you cannot control yourself then you must get married.(E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010) 3)Toba karein Parwar digar ne quran me wadah kia he k wo toba karney walon ki toba ko qabool karta he aur aisa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey. Aur ghuna se bachney k lie mazboot irada chahiea. (Ref : sistani.org ques # 1 , toba) 3)Jo shakhs shadi na karnay ki wajah se fail e haram me mubtila hota ho os per wajib he k shadi karay. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2407) 4) Is ka behtrin elag shadi karna he. Aur agar koi shakhs shadi na karnay ki wajah se fail e haram me mubtila hota ho to os k lie shadi karna wajib he. Aur agar shadi karna mumkin na ho to roza rakhain q k hadees me aya he k roza dhal he aur koshis karain k ijtema me rehain aur akalay na rehain is k alawa shawat wali filmain na dekhain. (Ref email rec from ayatullaha sistani d.b. dated : 2011/7/19)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.