Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question aoa.sir mujy kabi kabi namaz men bar bar hawa harij hoti mehsoos hoti hy to mai dubara wazu kar k jab namaz parhta hon to namaz phir mukamal ni ho pati mai kitni baar wazu karon agr aesa ho to... 
Answer Agar kisi shaks ko riyah(gas) baar baar youn aati ho k osay wuzu ker k namaz ka khuch hissa perhne ki bhi muhlat nah milti ho tu agar har dafa wuzu kerna os k liay dushwaar nah ho tu ehtiyaat is main hay k pani ka bartan apne qareeb rakhe or jab bhi riyaah kharij ho fauran wuzu kare or baqi maanda namaz perhe agarcheh azhar ye hay(yani fatwa ye hay) k agar wo aik namaz aik wuzu se perh le tu bhi kafi hay. (Ref:Ayat Ullah khoe(r.a), Tauzee hul masael, Mafhoom e Maslah #314). Update on dated 22-06-2015.(Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.