Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question AOA main Malaysia main reh ta hun or Pakistan travel kar ta hun to ak din difference ata hai islami calender ky hisab se. Ager main Ramadan main safer kar ta hun to Malaysia mian 28 rozy hoty hain to Pakistan main 27 ho ty hain. Sawal ya hai ky ager main Doran-e-Safer roza chor dun to agly din to Pakistan main vohi roza ho ga jo main ny Malaysia main chora tha (28 roza) to kia mujy baad main kaza reh ny ki zaro rat hai ya nahi?  
Answer Safar main jo roza qaza hoa hay wo aap ko ramzan k baad rakhna hoga or agar kisi bhi sheher main mahine k pehli tareekh sabit ho jaey tu doosre shehro main bhi pehli tareekh sabit ho jaey gi is shart k sath k dono shehroon ki raat mushtark ho. Matlab agar aap Pakistan main bhi roza rakhain laikin agar shawaal ka chand iran, iraq ya landon, afriqa waghaera main nazar aa jaey tu aap ko eid kerni hogi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1744+1706). Update on dated 22-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.