Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question salamun alaikum! mai ye puchna chahta hu jase roze ki halt mai khati dakar aaja jaye aur andr se kuch cheez hmre muhh tk aaye aur waps undr chli jaye to kya iss halt mai roza batil h?? 
Answer Agar roze daar dakaar lay or koe cheez os k halaq ya monh main aajaey tu zarori hay k ose ugal de or agar wo cheez bay ikhtiyaar pait main chali jaey tu os ka roza sahi hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1624). Update on dated 22-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.