Answer |
Sajda zameen par aur un cheezon par karna zarori hai k jo khaye aur pehni nahi jati ho aur zameen say ugti ho lekin halat-e-majboori me taarchol aur zaft par sajda karna awwal hai magar agar ye na hoto dusri cheez jin par sajda karna sahi nahi un par kar saktay hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1063). Update on dated 23-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |