Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question mere shadi ko 4 saal ho gay mere bewi shadi sy pehly kisi or sy sex karti thi likn shadi k bad jb mn ny os sy pocha to wo muje jhoot bolti rhi or jhooti qasmen khati rahi ab os ny accept kr liya k han wo esa karti thi.mera sawal ye hay k quran mn zikar hy k asy aurat k saat talukat tarak kr do ap mujhe bta dejeye k mere leye ab is ka kya hukom hy. 
Answer Quran main sorah nisa ki ayat#15 main jo hokum bayan kia gaya hay wo hokum os sorat main tha jab aurat shohardaar ho or zina bhi kare. Laikin ye hokum bhi mansookh ho gaya tha. Aap ki bivi aap per haram nahi hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2400).. Update on dated 19-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.