Question |
mara rishta 3 sal phlly family main fix hua. parents larka sb razi thay. ab larka na personally inkar kar dia hai. family walay b inkar kar dayn ga shyd. koi wafiza btayn k us larky k dil main pyar paida hojay marai shadi us family main hojay sari rukawatyn khtam hojayn, koi asan wafiza jis sa mari murad puri hojay please. |