Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Aslam O Alikum kia Zohar ki Namaz Jummha ki Namaz se pehle add ki ja sakti hai........ main is waqt thailand main hon au yahan per zohar ki namaz ka time 12:20 pm hai aur jummha ki namaz ka time 1 baje hai.......is hisab se kia main zohar ki namaz jummha ki namaz se pehle ada kar sakta hon.....  
Answer Jume k din ikhteyaar hay k agar jume ki namaz ki sharait maujood hoon tu juma ki namaz perhe ya zuhur ki namz perhe. (Ref:Ayat Ullah Khoe(r.a), Tauzee hul masael, Mafhoom e Maslah #740). Update on dated 27-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.