Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Kia 3 gawaho ki majodgji me nikah ho jata.. Ik room me.. 3no mein say aik nikah parhaie. Ar haq mehar waghaira b day dia jae.?? Surat Maidah verse 5 mein hay.. Alaniya(anouced nikah) nikah kro naa k chup k badkari kro.. Plzz kindly tell chup k nikah ho jata. Sirf 3 bando ko pta ho.. Us k siwa kisi ko b naa??? 
Answer Nikah main gawah ki zarorat nahi, laikin agar kunwari larki jo khud mukhtaar nah ho os k liay apne wali (baap ya dada) ki ijazat zaruri hai. Or agar lerki khud mukhtaar ho tu os k liay apne wali (baap ya dada) ki ijazat ehtiyaat e lazim ki bina per zaruri hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2328-2335). Update on dated 28-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.