Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Aslam.o.alikum Molana sahab mer nikah ho gya ha and jis sey hoa ha wo bhi mjh se bht pyar krta ha or mein bhi magar meri abhi rukhsati nhi hoi or mere shohar mjh se milna chahty hain alehdagi mein magar me ni milna chahti rukhsati se phly to is bary me mjhy kch btain wo mjh se do din se naraz hain isi waja se and is bat py mjhy talak dene tak bhi aa gye thy wo but abhi ni hoi to plz is bary me kch btain apki meharbani 
Answer 1).Nikah k baad rukhsati se phele aurat apne shohar se mulaqaat kar sakte hai, 2)Agar Riwaj yahi ho k jab tak rukhsati nahe hoti is waqt tak larki apnay aap ko apnay sohar k lie paish nahi karti, is tarah sai k ise aik zimni shart samja jata ho to phir aurat k lie nikah k bad rukhsati se phelay sohar k lie apne aap ko paish karna wajib nahi hai. . (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e before Maslah #2328),(Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 4, sawaal # 149, pg # 72). Update on dated 19-11-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.