Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Sir aj ma ny rozy ki halat my uth k apny pory hosh o hawas my nhi tha aur mashtzani kr di, phli br aisa hua h, mjy shak tha k shyd roza toot jata h pr kahin parha likha nhi tha,phr ma ny ghussal kr k net py search kia, abi tk kuch khaya peya nhi, ma bht pareshan hu mera roza hai ya nhi, ma Allah se toba krna chahta hu koi asaan sa hal bta dain plz, ma roza aftar time iftar karu ya mera roza toot gya h, ma bht zyada pareshan hu mjse bht ghalat ho gya h aj plz koi asaan kuffara bata dain, 60 rozy rakhna to bht mushkil kaam h 
Answer 1)Mushtzani kerna gunah e azeem hay. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 1, Mafhoom e Maslah #30 , Eidition 1430 hij). 2)Agar aap ne mushtzani jaan bojh nah ki ho(maslan pore terah se hoosh main nah hoon k kia ker rahe hain) ya apne ikhtiyaar se nah ki ho tu aap ka roza sahi hoga. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael jame,Edition# 1435,Mafhoom e Maslah #2027). Update on dated 28-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.