Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani  
Question asalamualikum wa rehmatullah sawal ye hey ki mary doo bai han beyroozghar un ky aolad ky kharchy ky alawa kich muhtajoo ky madad bi kartah hon is lye ijazat magtah hoon ky mal imam me se kich raqam me kharach kar sukta hon is ky ijazat chahiy wasalam 
Answer Khums k 2 hissay hotay hain, jis me se aik hissa kisi syed faqeer ya yateem syed ko diya jata hay ya aisay syed ko jo safar main na-chaar ho gaya ho,usko diya jasakta hay. or dosra hissa imam(A.S) ka hay jo zarori hay k maujoda zamanay main jaamush shra,it mujtahid ko diya jay ya aisay kaamo main jis ki wo mujtahid ijazat day kharch kia jay or ehtiyaat e lazim ye hay k wo merjay aalam ho or umumi maslihato se agaah ho.(Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1804) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.