Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani  
Question asalamualikum warehmatullah. mera siwal ye hy ki marey pinshan ki jo raqam hy us per khomas hy ki nahi jab ki ye raqam milne ka koi garenti be nahin aghar mil gaya to us sorat man khomas hy ya nahin, wasalam. 
Answer Is pension per khums isi sorat main wajib hoga jab wosooli ki tareekh se aik saal guzar jay or os ne apne saal k akhrajaat main se osay istemaaal nah kia ho, is liay k insaan islami mulko ki hukoomat se milne wali tankha ya raqam ka malik osi waqt banta hay jab tankha ya raqam os k haath main aati hay. (Ref: Mujtahid se pochay gay sawalaat, part#2 ,pg#53 ,sawaal#115+ A.sistani(d.b),jaded fiqhi masa’il, masalah # 256 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.