Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Salam once again,Meny phly b apsey question kara tha job and shadi k hawalay se(question ID 63925) apney mja jo surah maida ki ayat 114 btae ti wo meny b parhi nd mery fioncee ne b nd bht koshishain ki hai job ki koe response nae araha phr molana se pata karwaya tou hamaray har kaam pe bandish karae gae hai meri step mother ki taraf se,i dont know allah behtar janta hai unko humse kyun bughz hai samnay hamari mukhlis bnti hain peet pechay ye sab hai hum dono boht pareshan hain plzzzz imam-e-zamana a.s k sadqay main hamari help karain 3 br bndish karae hai unho ne job nd shadi pe,mry fioncee ne phr khulwae 2 br mgr dobara krwadeti hai plsss koe hal koe dua bataen k step mom raah-e-raast pe ajaen humain ek hony dain q k we can't live without eachother humara alag hona possible nahi hai q k hum mian b.v k pakeza rishtay main bandhay huey hain sharai tor per, secretly hum dno k siwa ghar ka koe fard nahi janta ye baat.kindly help us sir,waiting for ur reply 3 saal honay walay hain humari engagement ko or job ki waja se shadi ka koe asra nahi.plzzz help me mja hazaron ki job ki khuwahsh nhi bs itna ho k 2 waqt ki roti izat se khali jae.apka ehsan hoga hum per.main hmsha ayatullah sistani k liye duago rahungi.  
Answer Surah e talaq surah#65 ayat#2 ka akri hissa and ayat#3 puri yani(wa-maei yattqillaha yaj-al lahu makhraja sy........le kulle shaei-in qadra tak) rozana 3 baar parhain,awal-o-aakhir aik martaba durood bhi parh lain,rizq mai bohat izafa hoga,aur agr qarz ada krna hai tu isi ayat ko rozana 21 baar parhain.(Ref:book payame shifa, Mafhoom e pg#229). Update on dated 29-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.