Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question A/w,,mera sawal h ki mere acount mei 6 lac h or ghar mei 1 lac kya inpe zakaat dena wajib h our kitna,,,mera professional event hai ye jo pese h usi ka hissa h or kuch meri kameti ka kya ye pese haram toh nahi,,our kya mei zakaat apne friend ko de sakti hu woh 3 mahine se berojgaar h eid ka bhi kharcha ni kar sakta, plz rply 
Answer Raqam per zakat nahi hoti. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1820). Update on dated 29-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.