Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question 1. Sawal ye hai ke Kya Bus pe Ya Train pe Ladki ke saath baitnese (Sitting) Mazi ya wadi nikal gayito gusul wajib hai? 2. Us halath pe hum namaz pad sakte hai? 3. kya Us se roza (fast) toot jata hai? Plz answer 
Answer 1)Mazi ya wadi se ghusl wajib nahi hota or wuzu bhi nahi tut,ta. 2) Jee haan badan ya libas ko paak kiay baghair namaz perh sakte hain. 3) is se roza nahi tut,ta. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #70,71+1553). Update on dated 30-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.