Answer |
Agar roze daar ikhteyaar se jima kare tu os ka roza batil ho jata hay.or ramzan k baad is roze ki qaza or kaffara daina hoga. Or kaffa ye hay k ya 60 mukhtalif gharebb momineen ko pait bahr ker khana khilaen ya har aik ko 750 gram khana dain, ya 60 roze rakhain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1567,1632). Update on dated 01-07-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |