Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Asa. Mai das saal say apni job k bad say baqaidhi khums deraha hon. Per ab meri new job lagi hai alag mulk main aur meri muayyan kerda khums ki tareekh say ek maha phelay. Meri pheli job ki saving khatam hogae meray khums ki adaegi say phelay aur new job ki salary muje apni purani muayyan krda date say 10 din phelay milay gi. Kia main new job ki salary pay khums nikaloga? Ya ek sal ki saving k bad?  
Answer Aap ya tu apni purani khums ki tareekh per khums dain ya khums ki tareekh se pehle bhi khums diya jasakta hay or phir aap ki tareekh tabdeel ho ker wohi ban jaey gi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael jame,Edition# 1435,Mafhoom e Maslah #). Update on dated 01-07-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.