Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Sir. Mein ek lqdki k sath zina panch bar zina kiya. Phir mujhe laga ki mein ne galat kiya aur issliye mein ussi ladki shadi ki. Lekin mein ne uss waqt koi tauba ya ethihad wajib nahi kiya. Aaj hamara ek bacha hein. Kya hamari shadi sahi hein? 
Answer Agar koe shaks kisi aisi bay shohar aurat k sath zina kare jo iddat main nah ho to ehtiyat e wajib ki bina wo shaks is(aurat) k tauba kerne se pehle is se shadi nahi ker sakta. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2364). Note: Agar aurat ne baghair tauba k nikah kia tha tu wo fauran apne shohar se juda ho jaey or 3 haiz ki iddat rakhe or os k baad tauba kerne k baa dos se dobara nikah kare. Agar dono ko ye pata nahi tha k wo shohar or bivi nahi hain tu bacha dono jaib se halal zada shumaar ho ga. Bacha halal zada shumaar hoga. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah #565,567,184 , Eidition 1427 hij). Update on dated 01-07-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.