Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Mai roza thi bt sehri k bd, nimaz k baad mjy boht pyas lagi ki mjy neend na aaye aur behoshi si mehsus hone lagi agr aisa lage tou kya ap roza toad sakhte hai ki nai?  
Answer Agar behoshi taari ho jaey or din main kisi waqt hosh aa jaey tu ehtiyaat e wajib ki bina per zarori hay is din ka roza tamaam kare or agar tamaam nah kare tu oski qaza baja laey. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1539). Update on dated 05-07-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.