Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question kya nind me mani kharij hone ke bad jab goosal karte hai aur uske bad liquid nikata hai to kya roza batil ho jata hai ? please reply on email asap. 
Answer Jab roze daar ko ehtilaam ho jaey tu agar os ko ilm ho k paisab ki nali main mani baqi reh gae hay ab agar wo ghusl se pehle paishab nah kare or ghusl kare tu ghusl k baad mani nikal aey,tu ehtiyaat e wajib hay k ghusl se pehle paishab kare. Laikin phir bhi roza bati nahi hay. Agar ghusl k baad koe ratubat kharij ho jis k bare main ilm nah ho mani hay ya koe or ratubat tu wo mani ka hokum rakhti hay. Or is k baad ghusl kerna hoga. (Ref:Ayat Ullah Khumeni(r.a), Tauzee hul masael, Mafhoom e Maslah #1588). Update on dated 04-07-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.