Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question kya muta ghar muslim k sath kiya ja sakta hai ? main ek lady (jo bewa hai) us se muta karna cahta hun.... kya ye ghar muslim se jayaz hai ? or agar hai to us k liye kya ahkam h kya rolls follow karne paden ge or jo us k doran surah padha jata hai vo janna cahta hun plz puli details mere Emal me send kar den bohat meherbani hogi ... shukriya  
Answer 1)Musalman merd Ehl e kitab(Esae or yahodi) aurat se muta ker sakta hay. Agar musalman merd ki biwi ho musalman mard ehle kitab aurat se muta nahi ker sakta Hatta k agar musalman biwi ijazat bhi dede tab bhi ehtiyat e wajib ki bina per ehl e kitab aurat se muta nahi ker sakta. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2362). 2) Muta ki mazeed malomaat k liay is link per click karain.http://www.sistani.com/urdu/book/61/3649/. Update on dated 08-07-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.