Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Assalamo alykum hm ko ye jaanna hai ki mere pisab krne k thora der baad pisab k raste se kch pani aesa nikal ta hai toh kya us haalat me hm paak hue ya naapak or kya hm namaz padh skte hai 
Answer Agar kisi nay istibra na kia ho aur peshab karnay k bad peshaab k makraj se ratobat kharij ho jis k baare me na jaanta ho k paak hai k nahe to wo ratobat najis hai aur wuzu ko bhi batil kar de gi aur agar kafi waqt ghuzr janay ki wajah say osay itminan ho k peshab nali may baqi nahi raha tha aur is doran ratoobat kharij ho aur osay shak ho k pak hay ya nahi to wo ratoobat pak hogi aur os say wuzo bhi batil nahi ho ga. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #69,71). Update on dated 12-07-2015.(Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.