Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Salam Mera sawal hai k ek larki pr namaz, roxa kb sy wajib hota hai? Agar wo baligh 15 saal ki umar mai hui hai tou kia tb bhei 9 saal ki umer s wajib hongy? Aur jo rozy us s qaza huay hain unka kufara deny ki haisiat na ho tou kia krein?aur kia tauba k baad bhei wo rozy aur namaz prhna farz hain? 
Answer Lerki 9 saal main chand k hisab se baligh ho jati hay. or namaz or roza bhi 9 saal ki umar se wajib ho jate hain.agar kaffara daina mumkin nah ho tu ehtiyaat ki bina per os chahiay k baqadr e imkan sadqa day or istighfaar kare or ehtiyaat e wajib ye hay k jis waqt bhi qudrat rakhta ho kaffara bhi day. (Ref:Ayat Ullah Khoe(r.a), Tauzee hul masael, Mafhoom e Maslah #1669). Update on dated 17-07-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.