Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aghe Sistani 
Question Assalamoalikum...MUjhy PESHAB K BADD BHE KUCH QATRAY ATTAY HAIN ...MAI ISTABRA BHE KARTA HON ABB MAI SHAK KI HALAT MAI REHTA HON k WO PAKK HAI YA NAHI ...LAKIN MAI USSI HALAT MAI NAMAZ ADDA KAR LAITA HON ...TU KIYA MERE NAMAZAIN SAHI HAI JO PARHIN HAI ...rEPLY ASAP 
Answer Wo ratubat jo baaz awqaat peshaab k bad nikalti he aur jisay wida kaha jata he, agar peshab is se mila hua na ho to pak he. Mazeed ye k jab kisi ne peshab k baad istibra kia ho aur is k baad ratubat kharij ho jis k baray me shak ho k peshab he ya koe aur ratubat to wo pak he or agar yaqeen ho k peshab hay tu ye qatray najis hain. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 70) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.