Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Salam, Main daharki Sindhi mein job karta hun Jo Karachi se takreeban 600 km dour hai aur main normally har 15 se 30 din mein Ghar (Khi) ata hun tou Ab agar main safar karta hun ramzan mein tou mjhe roza rakhna hoga ya ny. Mjhe teenon cases mein batayay ga agar mein zuhr se pehle safar shuru karon, zuhr ke baad shuru karon aur mera stay dus din se zyada ho ya dus din se kam 
Answer Jo skhas mahine main kam az kam 10 baar safar per jaey ya 10 din safar main rahe tu wo kaseerus safar kehlata hay or Kaseerus safar shaks ko safar main namaz pori perhni hoti or roza bhi rakhna hota hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1296). Update on dated 16-07-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.