Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question salam agah mera sawal ye hai ke namaz e jamat mai mamoom imam se pahle sajde se sar utha le (yani taqreeban adha baith jaye) to kya use fauran sajde mai chale jana chahiye kya uski namaz sahi rahegi (jabki yahan rukn ki zyadati ho jayegi) please jaldi reply keejiye shukriya 
Answer Jo muqtadi sehwan sar sajde se utha le or dekhe k imam abhi sajde main hay tu ehtiyaat ki bina per zarorei hay k dobara sajde main chala jaey, or is terah sajde k izafa se namaz batil nahi hoti. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1453). Update on dated 14-07-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.