Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Janab Siastani Sahab 
Question Salawale kiun, i read some books and find that namaze juma is not vlid in the absent of Imame Zaman. the writer gave some proof from the hadis?  
Answer jummay k din insan zuhar k badlay 2 rakat namaz e jumma perhsakta hay laikin behter ye hay k namaz e jumma perhay or ehtiyaat e mustahab ki bina per namaz e zuhar bhi perh lay or ye ehtiyaat bohat matloob hay. (ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha khumeni (d.b.) masla # 733). Note: zarori hay k aap apnay mujtahid k fatway k mutabiq amal karain.in jaisi ahadees ka matlab ye nahi hay k namaz e jumma perhna haram ho.balkeh in ahadees se muraad ye ho k jumma imam(a.s) ka haq hay or on k hotay hoay bano umayya or banu abbas jaisay zaalim hukmaraan namaz e jumma ki imamat karain,tu is ko daikh ker imam(a.s) ka dil dukhta ho.(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.